Devdoot - The God Creation / देवदूत - द गॉड क्रिएशन(Hindi, Paperback, Harish sharma)
Quick Overview
Product Price Comparison
“वेद, धर्म, ब्रह्माण्ड से कदापि नहीं मिट सकते, जब - जब धरा पापियों से घिर जाती हैं तो ईश्वर किसी ना किसी रूप में अवश्य ही अवतरित होता है और पापियों का विनाश करता हैं। “दैत्य गुरु शुक्राचार्य कलयुग का लाभ उठाने हेतु अवनिंद्रा के नेतृत्व में पिशाचों और दैत्यों की एक विशाल दानव सेना का निर्माण करते हैं, जिनके पाप और आतंक से संपूर्ण मंगल ग्रह, पृथ्वी और ब्रह्माण्ड त्राहि - त्राहि करने लगता हैं, परंतु ईश्वर जब स्वयं अवतरित नहीं होता तो अपने किसी दूत को पापियों के संहार करने हेतु भेज देता हैं। और स्वयं कुरुक्षेत्र में अस्त्र ना उठाके सारथी बन जाता हैं, उस रक्षक का कोई भी नाम हो सकता है, हम उसे ईश्वर का अवतार या देवदूत भी कह सकते हैं,” "Ved, Dharma brahmand se kabhi nahi mit sakate. Kab kabhi dharti papiyo se ghir jati hai, tob eswar kisi na kisi roop me avashya hi avtarit hota Hai. Aur papiyo ka vinash karata hai.Daitya guru Shukracharya Kal-yug ka labh uthane hetu Avanindra ke netrutwa me pishachon aur daityon ki ek Vishal danav sena ka nirman karate hai. Jinake pap aur atank se sampurn Mangal grah, prithvi aur brahmand trahi-trahi karane lagate hai. Parantu jab eshwar swayam avatarit nahi hota to wah apane kisi doot ko papiyon ka sanhar karane hetu bhej deta hai. Aur swayam kurukshetra me astra na uthakar sarathi ban jata hai. Us rakshak ka koi bhi naam ho sakata hai. Hum use eswar ka Avtar ya devdoot bhi kah sakate hai.