Silicon kee chidiya - भारत के कंप्यूटर शक्ति बनने की कहानी(Hindi, Paperback, Praveen Kumar Jha) | Zipri.in
Silicon kee chidiya  - भारत के कंप्यूटर शक्ति बनने की कहानी(Hindi, Paperback, Praveen Kumar Jha)

Silicon kee chidiya - भारत के कंप्यूटर शक्ति बनने की कहानी(Hindi, Paperback, Praveen Kumar Jha)

Quick Overview

Rs.159 on FlipkartBuy
Product Price Comparison
Kabhi bharat ke logon ko kaha gaya tha ki we mashini duniya ke liye nahin bane. Un mein yantra banane kee kshamata hee nahin. Jab aisa kaha jaa raha tha, us waqt bharat mein bhee wah tarange moujud thee. Bharat engineeron ke aise desh banane kee or badh raha tha, jiski jaroorat pooree duniya ko hogee. IIT aur Computer kee zameen taiyaar ho rahee thee. America se kadamtaal milaate huye isne aisa tantra banaya jiski jaroorat america ko bhi padne lagee. Software parkon ke sheeshmahal se gaanv ke paan kee dukaan mein lage QR code tak. Kis tarah sone kee chidiya kaha jaane waala desh bana silicon kee chidiya?