TASAWWUF AWR TALIMAT E SALASIL (Hindi)(Hardcover, Dr. Muhammad Tahir-ul-Qadri) | Zipri.in
TASAWWUF AWR TALIMAT E SALASIL (Hindi)(Hardcover, Dr. Muhammad Tahir-ul-Qadri)

TASAWWUF AWR TALIMAT E SALASIL (Hindi)(Hardcover, Dr. Muhammad Tahir-ul-Qadri)

Quick Overview

Rs.600 on FlipkartBuy
Product Price Comparison
Ahad-e-Nabwi, Ahad-e-Sahaba aur Ahad-e-Tabi'een wa Taba' Tabi'een mein isbat-e-tasawwuf ke naa-qabile tardid dalaail-o-baraaheen.Qalb wa Rooh ko munawwar karne wala Sadre Awwal ke Sufiya-e-Kiraam aur Mashaikh-e-Izaam ka haseen tazkira.Imam A’zam Abu Hanifa, Imam Malik, Imam Shafi’i aur Imam Ahmad bin Hanbal ke sufiyana ahwaal-o-aqwaal ka imaan parwar bayaan.Salasil-e-Tasawwuf mein se Silsila-e-Qadriya, Silsila-e-Chishtiya, Silsila-e-Naqshbandiya, Silsila-e-Suhrawardiya, Silsila-e-Rifa’iya aur Silsila-e-Shazliya ka zikr-e-jameel.*Nasl-e-nau mein Shariat-o-Tariqat, Suluuk-o-Tasawwuf aur Akhlaaq-o-Ruhaniyat ki talab paida karne wali faqid-ul-misaal kitaab.Insani nufuus mein Akhlaaq-e-Hasana ki abtidaa aur Akhlaaq-e-Razila se ijtinaab paida karne wali shandar tehreer.Insani taba’ein mein rifq-o-narmi, sabr-o-bardasht, shukr-o-imtinan aur istiqna wa sair-chashmi ki takhmeer karne wali imaan-afrooz abhaas.Insani shakhsiyat ko isaar-o-qurbani, izzat-o-inkisaari aur jazba-e-imani se muzayyan karne wala ruhani nuskha.Insani shakhsiyat mein taqwa wa salihiyyat aur zuhd-o-wara’ ka noor paida karne wala kalaam.Tahzeeb-e-Nafs, tasfiyah-e-qalb aur tajliyah-e-baatin ke liye akseer ki haisiyat rakhne wala shahkaar.Saleh muashre ki taskeel ke liye afraad-e-muashra ki seerat aur kirdar saazi par raahnama kitaab.Tasawwuf ke tarweej-o-farogh mein Tehreek-e-Minhaj-ul-Quran ka ilmi wa amali satah par misaali kirdar.