Tulsi Granthawali - 1 Satsikar(Paperback, Hindi, Dr. Kishori Lal Gupta) | Zipri.in
Tulsi Granthawali - 1 Satsikar(Paperback, Hindi, Dr. Kishori Lal Gupta)

Tulsi Granthawali - 1 Satsikar(Paperback, Hindi, Dr. Kishori Lal Gupta)

Quick Overview

Rs.699 on FlipkartBuy
Product Price Comparison
Tulsi shabd sunate hi sarvshadaran ke man-mastishak me Goswami Tulsidaas ji naam ubharne lagta hai, lekin 'Tulsi' ek nahi, 8 'Tulsi' hue hai. Inme ek hai- Tulsi Satsikar, jinhone Ram-naam ke bhaktimarg par apna amit padchap ankit kiya jo Goswami Tulsidaas ji ke smakalin the. Ram-Janki-Hanuman ji ke sandarbh me apne jo kuch bhi likha hai, use Tulsi Sathsi ke naam se jana jata hai. Ullekhit hai ki sanvat 1642 vi. ke vashakh sudi navmi, Guruvar ko Sitaji ki janmtithi ke din aapka janm hua. Prapt Tahtyo ke anusar Goswami Tulsidaas ke janm ke kuch hi dino baad aapka janm hua aur Goswami ji ke brahmleen hone ke 19 din purv aap golokvaasi hue. Prstut pustak Tulsi granthwali -1, satsaikar me Tusli Satsi tatha Tulsi hazara ke dohe prakashit kiye gaye hai, jo Ram-ras se rase-page hai.