Poshan evam ahar vigyan(Hindi, Hardcover, Sushila Kulhari) | Zipri.in
Poshan evam ahar vigyan(Hindi, Hardcover, Sushila Kulhari)

Poshan evam ahar vigyan(Hindi, Hardcover, Sushila Kulhari)

Quick Overview

Rs.795 on FlipkartBuy
Product Price Comparison
Paushak athva Aahar shabad ka prayog vishishth rasaynik yaugiko jaise-Vitamin, Khanij aur Aumino Acid ke liye hota hain. Aahar Vigyan paushan ke sidhanto ka vyavharik prayog hain; isme swasthaya aur rogi ke liye bhaujan ka niyojan sammilit hain. Paushan se tatparya hain, swasthaya aur vibhinn tarah ki hanikarak rogo se bachna. Manushaya dvara liya gaya santulit aahar paushan kahlata hain, jabki asantulit aahar kupaushan kahlata hain. About the Author Sushila Kulhari : Aapka janam 10 May, 1969 ko Rajasthan mein hua hain. Aap uchchtar madhyamik vidhyalaya shiksha Rajasthan Vishavvidhyalaya se ki hain. Shikshan mein aapka 16 varsh ka anubhav hain, Grah Vigyan mein aapki bahut ruchi hain. Aapka saidev se lekhan karya mein ruchi rahi hain. Aapne vibhinn vishado parr aapne vibhinn patrikao mein lekh likhe hain.